Is ayat mein Allah Ta’ala imaan walon ko hukm dete hain ke jab Jumu’ah ki namaz ki azaan ho jaye to sab dunyawi kaam aur tijarat ko chhor kar foran masjid ki taraf nikal...
Ek aadmi ne Nabi Kareem ﷺ se poocha:“Kya main jihad karoon?”Nabi Kareem ﷺ ne poocha:“Kya tumhare walidain zinda hain?” Usne kaha: “Ji haan۔” Nabi Kareem ﷺ ne farmaya: “To phir unki khidmat mein jihad...
Yeh ayat is baat ki yaad dilati hai ke Allah ne walidain, khaas tor par maa, ko bohat buland maqam diya hai.Maa apni zindagi mushakkat aur takleef ke sath bachay ko paida karti hai,...
Ye hadees Nabi ﷺ ne farmayi aur isme ghar ke noor aur barkat me achi nasl aur bachon ki ahmiyat ko bayan kiya gaya hai.Jab ghar walay ek dusre ke sath husn-e-suluk aur izzat...
1- Allah Ta’ala ne insaan ko ek nutfa (drop of sperm) se paida kiya aur use sunne aur dekhne wala banaya.2- Har cheez Allah ke ilm aur qudrat ke mutabiq hoti hai, jaise insaan...
1- Allah Ta’ala farmata hai ke agar waliden iman wale hon aur unki aulad bhi iman me unki pairwi kare, to Allah unhein Jannat me ek saath jor dega.2- Is ka matlab hai ke...
Allah Ta’ala momineen ko hukm dete hain ke apne aap ko aur apne ghar walon ko aag (jahannam) se bachao.Yahan “aag se bachna” sirf physical nahi, balki gunahon aur ghaflat se bachna hai.Iska matlab...
Is ayat me Allah Ta’ala teen aamal bayan karta hai:Quran ki tilawat karna, namaz qaim rakhna aur Allah ke diye hue rizq me se kharch karna.Jo log ye aamal karte hain unke liye Allah...
Hazrat Uwais al-Qarni رضی اللہ عنہ ka taluq Yemen se tha aur wo Nabi ﷺ ke zamane me zinda thay, lekin apni walida ki khidmat ki wajah se Madinah aa kar Nabi ﷺ ki...
Jumma ka din Allah Ta‘ala ki rehmat aur barkat ka bohot azeem din hai. Is din ek mubarak ghari hoti hai jisme banday ki dua Allah ke huzoor qubool hoti hai. Nabi ﷺ ne...